Freddy said:hehhehe same here nuksay umaan ka khatra ho sakta hai agar mai nai be apna takeyaa kalam bataya tu
SALL said:
SALL said:i dont have any,,, par kabhi kabhi
1/ areyyy tum log
2/ aik damm
3/ manhooos
4/ kuchiii puchhiiii
hmmm,,, bass yehi
5/ challooo jii, kalll lo baat
daktar hum kya bata'ain
hmm,,, aap ka takya kalam hai,, hmmmmm
nikammmaaaaaaa,, hawwwwww
gali hogi
nikama said:unmentionable
nikama said:
Doctor Sam said:jo kasar rehti thi vo poori ho gai he
ye nikamma bhai ko kya ho gya hey....
SALL said:
yar mujhe pata hai time change ho raha hai par pakistan sirf isb, lhe ya khi nahi hai
doosri baat,, zehn bachpan se banaya bhi to jata hai na
bachpan se koi aisi guidness nahi milti k samajh aae k unhein kya aisa parhna chaiye k prof life mei kaam aa sake
pabandi nahi hai,, par guidness bhi nahi hai
larkon k saath baat alag hoti hai, they go out, they have friends, contacts jahan se kuch pata chal sakta hai unhein,,,,, but girls ?????
unhein kaun batae ga,, and as i already said larkon k zehn bachpan se bana hota hai k chahe kuch bhi ho they must work with or without studies,, lakiyon k liye yeh optional hai
galti sab ki hai,, parents ki, teachers ki, mahol ki
aur khud larkiyon ki bhi that they dont want to change things